मेरे दीवानेपन की भी दवां नहीं
मेरे दीवानेपन की भी दवां नहीं
मैने जाने क्या सुन लिया, तू ने तो कुछ कहा नहीं
मैं ये समझा मेरे दिल की कोई हसरत निकल गई
तूने देखा मुझे ऐसे के तबियत मचल गई
वर्ना तेरे सर की कसम आदमी मैं बुरा नहीं
बेअदब हूँ मैं दीवाना इस कदर तू खफा हुई
छू लिया क्यो बदन तेरा, तोबा कैसी ख़ता हुई
सारी दुनिया में कोई मेरे लायक सज़ा नहीं
चाँदनी रात में जैसे रूख-ये-गुल पे किरन पड़ी
बेसबब रूठकर तेरे माथेपर यूँ शिकंद पड़ी
मेरे मेहबूब ये तेरी बेरूख़ी है अदा नहीं
mere dīvānepan kī bhī davāṅ nahīṅ
maine jāne kyā sun liyā, tū ne to kuchh kahā nahīṅ
maiṅ ye samjhā mere dil kī koī hasrat nikal gaī
tūne dekhā mujhe aise ke tabiyat machal gaī
varnā tere sar kī kasam ādmī maiṅ burā nahīṅ
beadab hūṇ maiṅ dīvānā is kadar tū khaphā huī
chhū liyā kyo badan terā, tobā kaisī khatā huī
sārī duniyā meṅ koī mere lāyak sazā nahīṅ
chāṇdnī rāt meṅ jaise rūkh-ye-gul pe kiran paṛī
besbab rūṭhkar tere māthepar yūṇ śhikaṅd paṛī
mere mehbūb ye terī berūkhī hai adā nahīṅ