Mere deevaanepan kee bhee davaa naheen

मेरे दीवानेपन की भी दवा नहीं
Year
Language

मेरे दीवानेपन की भी दवा नहीं -2
मैने जाने क्‌या सुन लिया तूने तो कुछ कहा नहीं
मेरे दीवानेपन की …

मैं ये समझा मेरे दिल की कोई हसरत निकल गई -2
तूने देखा मुझे ऐसे के तबियत मचल गई
वरना तेरे सर की क़सम आदमी मैं बुरा नहीं
मेरे दीवानेपन की …

बे-अदब हूँ मैं दीवाना किस कदर तू ख़फ़ा हुई -2
छू लिया क्‌यों बदन तेरा तौबा कैसी ख़ता हुई
सारी दुनिया में कोई मेरे लायक सज़ा नहीं
मेरे दीवानेपन की …

चाँदनी रात में जैसे रुख़-ए-गुल पे किरण पड़ी -2
बे-सबब रूठ कर तेरे माथे पे यूँ शिकन पड़ी
मेरे महबूब ये तेरी बेरुख़ी है अदा नहीं
मेरे दीवानेपन की …

mere dīvānepan kī bhī davā nahīṅ -2
maine jāne k‌yā sun liyā tūne to kuchh kahā nahīṅ
mere dīvānepan kī …

maiṅ ye samjhā mere dil kī koī hasrat nikal gaī -2
tūne dekhā mujhe aise ke tabiyat machal gaī
varnā tere sar kī qasam ādmī maiṅ burā nahīṅ
mere dīvānepan kī …

be-adab hūṇ maiṅ dīvānā kis kadar tū khafā huī -2
chhū liyā k‌yoṅ badan terā taubā kaisī khatā huī
sārī duniyā meṅ koī mere lāyak sazā nahīṅ
mere dīvānepan kī …

chāṇdnī rāt meṅ jaise rukh-e-gul pe kiraṇ paṛī -2
be-sabab rūṭh kar tere māthe pe yūṇ śhikan paṛī
mere mahbūb ye terī berukhī hai adā nahīṅ
mere dīvānepan kī …