मेरे अंगने में तुम्हारा क्या काम है
मेरे अंगने में तुम्हारा क्या काम है - 2
जो है नाम वाला वही तो बदनाम है
मेरे अंगने में तुम्हारा क्या काम है
जिसकी बीवी लम्बी उसका भी बड़ा नाम है - 2
कोठे से लगा दो सीढ़ी का क्या काम है
मेरे अंगने में …
जिसकी बीवी मोटी उसका भी बड़ा नाम है - 2
बिस्तर पे लिटा दो गद्दे का क्या काम है
मेरे अंगने में …
जिसकी बीवी गोरी उसका भी बड़ा नाम है - 2
कमरे में बिठा लो बिजली का क्या काम है
मेरे अंगने में …
जिसकी बीवी काली उसका भी बड़ा नाम है - 2
आँखों में बसा लो सुरमे का क्या काम है
मेरे अंगने में …
जिसकी बीवी छोटी उसका भी बड़ा नाम है
छोटी छोटी, छोटी नाटी, छोटी नाटी … - 2
गोद में बिठा लो बच्चे का क्या काम है
मेरे अंगने में …
mere aṅgne meṅ tumhārā kyā kām hai - 2
jo hai nām vālā vahī to badnām hai
mere aṅgne meṅ tumhārā kyā kām hai
jiskī bīvī lambī uskā bhī baṛā nām hai - 2
koṭhe se lagā do sīṛhī kā kyā kām hai
mere aṅgne meṅ …
jiskī bīvī moṭī uskā bhī baṛā nām hai - 2
bistar pe liṭā do gadde kā kyā kām hai
mere aṅgne meṅ …
jiskī bīvī gorī uskā bhī baṛā nām hai - 2
kamre meṅ biṭhā lo bijlī kā kyā kām hai
mere aṅgne meṅ …
jiskī bīvī kālī uskā bhī baṛā nām hai - 2
āṇkhoṅ meṅ basā lo surme kā kyā kām hai
mere aṅgne meṅ …
jiskī bīvī chhoṭī uskā bhī baṛā nām hai
chhoṭī chhoṭī, chhoṭī nāṭī, chhoṭī nāṭī … - 2
god meṅ biṭhā lo bachche kā kyā kām hai
mere aṅgne meṅ …