Meraa tumhaaraa saath to sadiyon kaa saath hai

मेरा तुम्हारा साथ तो सदियों का साथ है
Work
Year
Language

सु: मेरा तुम्हारा साथ तो सदियों का साथ है
र: अब तक गले न मिल सके
सु: ये और बात है
दो: मेरा तुम्हारा साथ …

र: मंज़िल पे आया कारवाँ
फिर हो गए अरमाँ जवाँ
महसूस होने लगा क़दमों में हैं दोनों जहाँ
जिसकी तलाश थी वो मेरे साथ है
सु: अब तक गले न मिल सके
र: ये और बात है
दो: मेरा तुम्हारा साथ …

सु: तूफ़ां से निकले हैं हम आया नहीं साहिल अभी -2
र: मेरे तुम्हारे प्यार की इक और भी मंज़िल अभी
दो: शायद हमारी मौत ही हमारी हयात है
सु: अब तक गले न मिल सके
र: ये और बात है
दो: मेरा तुम्हारा साथ …

su: merā tumhārā sāth to sadiyoṅ kā sāth hai
ra: ab tak gale na mil sake
su: ye aur bāt hai
do: merā tumhārā sāth …

ra: maṅzil pe āyā kārvāṇ
phir ho gae armāṇ javāṇ
mahsūs hone lagā qadmoṅ meṅ haiṅ donoṅ jahāṇ
jiskī talāśh thī vo mere sāth hai
su: ab tak gale na mil sake
ra: ye aur bāt hai
do: merā tumhārā sāth …

su: tūfāṅ se nikle haiṅ ham āyā nahīṅ sāhil abhī -2
ra: mere tumhāre pyār kī ik aur bhī maṅzil abhī
do: śhāyad hamārī maut hī hamārī hayāt hai
su: ab tak gale na mil sake
ra: ye aur bāt hai
do: merā tumhārā sāth …