Meraa sundar sapnaa beet gayaa

मेरा सुंदर सपना बीत गया
Work
Year
Language

मेरा सुंदर सपना बीत गया
मैं प्रेम में सबकुछ हार गई
बेदर्द जमाना जीत गया

क्यो काली बदरीया छाई है
क्यो कली कली मुसकाई है
मेरी प्रेम कहानी ख़त्म हुई
मेरे जीवन का संगीत गया

ओ, छोड़ के जाने वाले आ
दिल तोड़ के जाने वाले आ
आँखें असुअन में डूब गई
हसने का जमाना बीत गया

हर रात मेरी दीवाली थी
मैं पिया की होनेवाली थी
इस जीवन को अब आग लगे
मुझे छोड़ के जीवन मीत गया

merā suṅdar sapnā bīt gayā
maiṅ prem meṅ sabkuchh hār gaī
bedard jamānā jīt gayā

kyo kālī badrīyā chhāī hai
kyo kalī kalī muskāī hai
merī prem kahānī khatm huī
mere jīvan kā saṅgīt gayā

o, chhoṛ ke jāne vāle ā
dil toṛ ke jāne vāle ā
āṇkheṅ asuan meṅ ḍūb gaī
hasne kā jamānā bīt gayā

har rāt merī dīvālī thī
maiṅ piyā kī honevālī thī
is jīvan ko ab āg lage
mujhe chhoṛ ke jīvan mīt gayā