मेरा सनम ( सबसे प्यारा है ) -2
वो जां जिगर दिल हमारा है
सबसे प्यारा है …
इतने दिनों मैने मांगी दुआ
तब जा के हमदर्द तुम सा मिला
अब हर क़दम साथ चलना मेरे
कुछ भी नहीं ज़िन्दगी बिन तेरे
तुझे नज़र में उतारा है
सबसे प्यारा है …
ओ लब पे मेरे तेरा नाम न हो
ऐसी सुबह ऐसी शाम न हो
दो जिस्म एक जान हो जाऊँ मैं
हूँ आज मैं आज खो जाऊँ मैं
तुझपे सब कुछ वारा है
सबसे प्यारा है …
merā sanam ( sabse pyārā hai ) -2
vo jāṅ jigar dil hamārā hai
sabse pyārā hai …
itne dinoṅ maine māṅgī duā
tab jā ke hamdard tum sā milā
ab har qadam sāth chalnā mere
kuchh bhī nahīṅ zindgī bin tere
tujhe nazar meṅ utārā hai
sabse pyārā hai …
o lab pe mere terā nām na ho
aisī subah aisī śhām na ho
do jism ek jān ho jāūṇ maiṅ
hūṇ āj maiṅ āj kho jāūṇ maiṅ
tujhpe sab kuchh vārā hai
sabse pyārā hai …