Meraa qaraar le jaa mujhe beqraar kar jaa

मेरा क़रार ले जा मुझे बेक़रार कर जा
Work
Year
Language

(मेरा क़रार ले जा मुझे बेक़रार कर जा
दम भर तो प्यार कर जा ) - 2

मेरे दिन गुज़र रहे हैं, तेरी याद के सहारे - 2
मेरा दिल तड़प रहा है तेरी आरज़ू के मारे
बेचैन मेरे दिल को बस एक बार कर जा
दम भर तो प्यार कर जा
मेरा क़रार …

मुझे एक झलक दिखा के, परदों में छुपने वाले - 2
कब तक लगे रहेंगे खामोशियों के ताले
नज़रें चुराने वाले, नज़रें तो चार कर जा
दम भर तो प्यार कर जा
मेरा क़रार …

(merā qarār le jā mujhe beqrār kar jā
dam bhar to pyār kar jā ) - 2

mere din guzar rahe haiṅ, terī yād ke sahāre - 2
merā dil taṛap rahā hai terī ārazū ke māre
bechain mere dil ko bas ek bār kar jā
dam bhar to pyār kar jā
merā qarār …

mujhe ek jhalak dikhā ke, pardoṅ meṅ chhupne vāle - 2
kab tak lage raheṅge khāmośhiyoṅ ke tāle
nazreṅ churāne vāle, nazreṅ to chār kar jā
dam bhar to pyār kar jā
merā qarār …