Meraa man kho gayaa hai

मेरा मन खो गया है
Year
Language

मेरा मन खो गया है -4

कहाँ ढूँढूँ
कहाँ पूछूँ
मेरा मन खो गया है -6

मैं किसे याद करूँ
कहाँ फ़रियाद करूँ
मेरा अनमोल रतन
कहीं गुम हो गया है
मेरा मन खो गया है -4

मेरी पहचान की है एक सलोनी बाला -2
( कहीं कुछ भूल से हाँ
वो कहीं ले गई हो ) -2
मेरा दिल मतवाला -2
मेरा मन खो गया है -4

कहाँ पूछूँ
मेरा मन खो गया है -6

merā man kho gayā hai -4

kahāṇ ḍhūṇḍhūṇ
kahāṇ pūchhūṇ
merā man kho gayā hai -6

maiṅ kise yād karūṇ
kahāṇ fariyād karūṇ
merā anmol ratan
kahīṅ gum ho gayā hai
merā man kho gayā hai -4

merī pahchān kī hai ek salonī bālā -2
( kahīṅ kuchh bhūl se hāṇ
vo kahīṅ le gaī ho ) -2
merā dil matvālā -2
merā man kho gayā hai -4

kahāṇ pūchhūṇ
merā man kho gayā hai -6