मेरा जूता है जपानी ये पतलून इंग्लिस्तानी
मेरा जूता है जपानी ये पतलून इंग्लिस्तानी
सर पे लाल टोपी रूसी फिर भी दिल है हिन्दुस्तानी
निकल पड़े हैं खुल्ली सड़क पर अपना सीना ताने
मंजिल कहाँ, कहाँ रुकना है, उपरवाला जाने
बढ़ते जाये हम सैलानी, जैसे एक दरिया तूफानी
ऊपर-नीचे, नीचे-ऊपर लहर चले जीवन की
नादान है जो बैठ किनारे, पूछे राह वतन की
चलना जीवन की कहानी, रुकना मौत की निशानी
होंगे राजे राजकुंवर, हम बिगडे दिल शहज़ादे
हम सिंघासन पर जा बैठें जब जब करें इरादे
सूरत है जानी पहचानी दुनियावालों को हैरानी
merā jūtā hai japānī ye patlūn iṅglistānī
sar pe lāl ṭopī rūsī phir bhī dil hai hindustānī
nikal paṛe haiṅ khullī saṛak par apnā sīnā tāne
maṅjil kahāṇ, kahāṇ ruknā hai, uparvālā jāne
baṛhte jāye ham sailānī, jaise ek dariyā tūphānī
ūpar-nīche, nīche-ūpar lahar chale jīvan kī
nādān hai jo baiṭh kināre, pūchhe rāh vatan kī
chalnā jīvan kī kahānī, ruknā maut kī niśhānī
hoṅge rāje rājkuṅvar, ham bigḍe dil śhahazāde
ham siṅghāsan par jā baiṭheṅ jab jab kareṅ irāde
sūrat hai jānī pahchānī duniyāvāloṅ ko hairānī