Meraa dil ye pukaare aa jaa

मेरा दिल ये पुकारे आ जा
Work
Year
Language

मेरा दिल ये पुकारे आ जा
मेरे ग़म के सहारे आ जा
भीगा भीगा है समा
ऐसे में है तू कहाँ
मेरा दिल ये पुकारे आजा …

तू नहीं तो ये रुत, ये हवा क्‌या करूँ, क्‌या करूँ
तू नहीं तो ये रुन, ये हवा क्‌या करूँ
दूर तुझ से मैं रह के बता क्‌या करूँ, क्‌या करूँ
सूना सूना है जहाँ, अब जाऊँ मैं कहाँ
बस इतना मुझे समझा जा
भीगा भीगा …

आँधियाँ वो चलीं, आशियां लुट गया, लुट गया
आँधियाँ वो चलीं, आशियां लुट गया
प्यार का मुस्कुराता जहाँ लुट गया, लुट गया
एक छोटी सी झलक मेरे मिटने तलक
ओ चाँद …
ओ चाँद मेरे दिखला जा
भीगा भीगा …

मुँह छुपा के मेरी ज़िंदगी रो रही, रो रही
दिन ढला भी नहीं, शाम क्‌यों हो रही, हो रही
तेरी दुनिया से हम, ले के चले तेरा ग़म
दम भर के लिये तो आ जा
भीगा भीगा …

merā dil ye pukāre ā jā
mere ġham ke sahāre ā jā
bhīgā bhīgā hai samā
aise meṅ hai tū kahāṇ
merā dil ye pukāre ājā …

tū nahīṅ to ye rut, ye havā k‌yā karūṇ, k‌yā karūṇ
tū nahīṅ to ye run, ye havā k‌yā karūṇ
dūr tujh se maiṅ rah ke batā k‌yā karūṇ, k‌yā karūṇ
sūnā sūnā hai jahāṇ, ab jāūṇ maiṅ kahāṇ
bas itnā mujhe samjhā jā
bhīgā bhīgā …

āṇdhiyāṇ vo chalīṅ, āśhiyāṅ luṭ gayā, luṭ gayā
āṇdhiyāṇ vo chalīṅ, āśhiyāṅ luṭ gayā
pyār kā muskurātā jahāṇ luṭ gayā, luṭ gayā
ek chhoṭī sī jhalak mere miṭne talak
o chāṇd …
o chāṇd mere dikhlā jā
bhīgā bhīgā …

muṇh chhupā ke merī ziṅdgī ro rahī, ro rahī
din ḍhalā bhī nahīṅ, śhām k‌yoṅ ho rahī, ho rahī
terī duniyā se ham, le ke chale terā ġham
dam bhar ke liye to ā jā
bhīgā bhīgā …