Meraa dil tere liye dharaktaa hai

मेरा दिल तेरे लिये धड़कता है
Work
Year
Language

मेरा दिल तेरे लिये धड़कता है
देखूँ जो तुझे तो ये दिल बहकता है

ज़रा पास आ तेरे लब चूम लूँ
मैं क्या चाहती हूँ मैं कैसे कहूँ
समेटो ना बाहों में ये गोरा बदन
बुझेगी भला कैसे दिल की अगन
कोई शोला सीने में भड़कता है

नया दर्द है ये तो नयी प्यास है
जवानी का पहला एहसास है
मोहब्बत का दिल पे नशा छा गया
कुछ भी हो जानम मज़ा आ गया
के अब दिल संभाले ना संभालता है

merā dil tere liye dhaṛaktā hai
dekhūṇ jo tujhe to ye dil bahaktā hai

zarā pās ā tere lab chūm lūṇ
maiṅ kyā chāhtī hūṇ maiṅ kaise kahūṇ
sameṭo nā bāhoṅ meṅ ye gorā badan
bujhegī bhalā kaise dil kī agan
koī śholā sīne meṅ bhaṛaktā hai

nayā dard hai ye to nayī pyās hai
javānī kā pahlā ehsās hai
mohabbat kā dil pe naśhā chhā gayā
kuchh bhī ho jānam mazā ā gayā
ke ab dil saṅbhāle nā saṅbhāltā hai