humming
मेरा छोटा सा घरबार मेरे अंगना में -2
छोटा सा चंदा छोटे छोटे तारे
रात करे सिंगार मेरे अंगना में
मेरा छोटा सा घरबार मेरे अंगना में
(प्यारा सा गुड्डा मेरा अम्बर से आया -2
अम्बर से आया मेरे मन में समाया ) -2
कण - कण में जागा है प्यार मेरे अंगना में -2
मेरा छोटा सा घरबार …
humming
(देहरी रंग लूँ अंगना बुहारूँ
तुलसी मैया मैं तोरी नजर उतारूँ) -2
प्यार खड़ा मेरे द्वार मेरे अंगना में -2
मेरा छोटा सा घरबार …
humming
मेरा छोटा सा घरबार मेरे अंगना में
Work
Year
Language
humming
merā chhoṭā sā gharbār mere aṅgnā meṅ -2
chhoṭā sā chaṅdā chhoṭe chhoṭe tāre
rāt kare siṅgār mere aṅgnā meṅ
merā chhoṭā sā gharbār mere aṅgnā meṅ
(pyārā sā guḍḍā merā ambar se āyā -2
ambar se āyā mere man meṅ samāyā ) -2
kaṇ - kaṇ meṅ jāgā hai pyār mere aṅgnā meṅ -2
merā chhoṭā sā gharbār …
humming
(dehrī raṅg lūṇ aṅgnā buhārūṇ
tulsī maiyā maiṅ torī najar utārūṇ) -2
pyār khaṛā mere dvār mere aṅgnā meṅ -2
merā chhoṭā sā gharbār …
humming