Meraa bichharaa yaar milaa de sadkaa rasool kaa

मेरा बिछड़ा यार मिला दे सदका रसूल का
Year
Language

मेरा बिछड़ा यार मिला दे सदका रसूल का
मेरे दिल का दर्द मिटा दे सदका रसूल का

मालिक तूने दुनिया भर की बिगड़ी बात बनाई
मेरी भी तक़दीर बना दे जानूँ तेरी ख़ुदाई
मेरा उजड़ा प्यार बसा दे
मेरा बिछड़ा यार …

तू ही बता दे जाऊँ किधर कि ना मंज़िल ना डेरा
उस नगरी की राह दिखा दे यार जहाँ हो मेरा
मेरी नैया पार लगा दे
मेरा बिछड़ा यार …

merā bichhaṛā yār milā de sadkā rasūl kā
mere dil kā dard miṭā de sadkā rasūl kā

mālik tūne duniyā bhar kī bigaṛī bāt banāī
merī bhī taqdīr banā de jānūṇ terī khudāī
merā ujaṛā pyār basā de
merā bichhaṛā yār …

tū hī batā de jāūṇ kidhar ki nā maṅzil nā ḍerā
us nagrī kī rāh dikhā de yār jahāṇ ho merā
merī naiyā pār lagā de
merā bichhaṛā yār …