मेहबूब मेरे, मेहबूब मेरे
तू है तो दुनिया कितनी हसीं है
जो तू नहीं तो, कुछ भी नहीं है
तुम हो तो बढ़ जाती है कीमत मौसम की
ये जो तेरी आँखे हैं शोला शबनम सी
यही मरना भी है मुझको, मुझे जीना भी यही है
अरमां किसको जन्नत की रंगीन गलियों का
मुझको तेरा दामन है बिस्तर कलियों का
जहाँपर हैं तेरी बाहें, मेरी जन्नत भी वही है
रख दे मुझको तू अपना दीवाना कर के
नज़दीक आ जा फिर देखू तुझको जी भर के
मेरे जैसे होंगे लाखों, कोई भी तुझसा नहीं है
mehbūb mere, mehbūb mere
tū hai to duniyā kitnī hasīṅ hai
jo tū nahīṅ to, kuchh bhī nahīṅ hai
tum ho to baṛh jātī hai kīmat mausam kī
ye jo terī āṇkhe haiṅ śholā śhabnam sī
yahī marnā bhī hai mujhko, mujhe jīnā bhī yahī hai
armāṅ kisko jannat kī raṅgīn galiyoṅ kā
mujhko terā dāman hai bistar kaliyoṅ kā
jahāṇpar haiṅ terī bāheṅ, merī jannat bhī vahī hai
rakh de mujhko tū apnā dīvānā kar ke
nazdīk ā jā phir dekhū tujhko jī bhar ke
mere jaise hoṅge lākhoṅ, koī bhī tujhsā nahīṅ hai