मेहरबानो क़दरदानो ... दुनिया में रहना है तो काम करो
मेहरबानो क़दरदानो दोस्तो यारो
अरे खेल देखो खेल one two three up
दुनिया में रहना है तो काम करो प्यारे
हाथ जोड़ सबको सलाम करो प्यारे
वरना ये दुनिया जीने नहीं देगी
खाने नहीं देगी पीने नहीं देगी
खेल कोई नया सुबह-शाम करो प्यारे
दुनिया में रहना …
पैसे बिना दुनिया में रोटी नहीं मिलती
रोटी नहीं मिलती लंगोटी नहीं मिलती
हाथ जोड़ सबको सलाम करो प्यारे
दुनिया में रहना …
एक दिन तेरे-मेरे ख़्वाब होंगे पूरे
ऐसी कोई बात कर चल ओ जमूरे
रह जाएँ सब दिल थाम कर ओ प्यारे
दुनिया में रहना …
ताँगे में लगी जैसी घोड़ी चली जाए
रस्सी पे गोरी ऐसी दौड़ी चली जाए
चल घर चलें राम-राम करो प्यारे
दुनिया में रहना …
meharbāno qadardāno dosto yāro
are khel dekho khel one two three up
duniyā meṅ rahnā hai to kām karo pyāre
hāth joṛ sabko salām karo pyāre
varnā ye duniyā jīne nahīṅ degī
khāne nahīṅ degī pīne nahīṅ degī
khel koī nayā subah-śhām karo pyāre
duniyā meṅ rahnā …
paise binā duniyā meṅ roṭī nahīṅ miltī
roṭī nahīṅ miltī laṅgoṭī nahīṅ miltī
hāth joṛ sabko salām karo pyāre
duniyā meṅ rahnā …
ek din tere-mere khvāb hoṅge pūre
aisī koī bāt kar chal o jamūre
rah jāeṇ sab dil thām kar o pyāre
duniyā meṅ rahnā …
tāṇge meṅ lagī jaisī ghoṛī chalī jāe
rassī pe gorī aisī dauṛī chalī jāe
chal ghar chaleṅ rām-rām karo pyāre
duniyā meṅ rahnā …