मीत ना मिला रे मन का, कोई तो मिलन का, करो रे उपाय्
मीत न मिला रे मन का - (2)
कोई तो मिलन का
कोई तो मिलन का, करो रे उपाय
मीत न…
चैन नहीं बाहर, चैन नहीं घर में
मन मेरा धरती पर, और कभी अंबर में
उसको ढूँढा, हर डगर में, हर नगर में
गली गली देखा नयन उठाये
मीत न…
रोज़ मैं अपने ही, प्यार को समझाऊँ
वो नहीं आयेगा, मान नहीं पाऊँ
शाम ही से प्रेम दीपक, मैं जलाऊँ
फिर वोही दीपक, दूँ मैं बुझाये
मीत न…
देर से मन मेरा, आस लिये डोले - (2)
प्रीत भरी बानी, राग मेरा बोले
कोई सजनी, एक खिड़की भी न खोले
लाख तराने, कहा मैं सुनाये
मीत न…
mīt na milā re man kā - (2)
koī to milan kā
koī to milan kā, karo re upāy
mīt na…
chain nahīṅ bāhar, chain nahīṅ ghar meṅ
man merā dhartī par, aur kabhī aṅbar meṅ
usko ḍhūṇḍhā, har ḍagar meṅ, har nagar meṅ
galī galī dekhā nayan uṭhāye
mīt na…
roz maiṅ apne hī, pyār ko samjhāūṇ
vo nahīṅ āyegā, mān nahīṅ pāūṇ
śhām hī se prem dīpak, maiṅ jalāūṇ
phir vohī dīpak, dūṇ maiṅ bujhāye
mīt na…
der se man merā, ās liye ḍole - (2)
prīt bharī bānī, rāg merā bole
koī sajnī, ek khiṛkī bhī na khole
lākh tarāne, kahā maiṅ sunāye
mīt na…