Mausam suhaanaa dil hai deevaanaa aa jaa piyaa re

मौसम सुहाना दिल है दीवाना आ जा पिया रे
Year
Language

मौसम सुहाना दिल है दीवाना, आ जा पिया रे
मौसम सुहाना दिल है दीवाना, आ जा पिया
आ जा पिया रे
झूमे ज़माना, नचे जिया, आ जा पिया रे
बरसे बदरिया, तरसे जिया, आ जा
फूलों में रंग बिखराजा
सपनों में प्यार चलकाजा
पिया रे, मौसम सुहाना दिल है दीवाना, आ जा पिया

कब से खड़ी आस दबाये
तेरे बिना कौन प्यास बुझाये
(मन में चँदा आग जगाये)-2
आजा, रस की पुहार बरसाजा, बीन के तार झनकाजा
पिया रे, मौसम सुहाना दिल है दीवाना, आ जा पिया
आ जा पिया रे
झूमे ज़माना, नचे जिया

mausam suhānā dil hai dīvānā, ā jā piyā re
mausam suhānā dil hai dīvānā, ā jā piyā
ā jā piyā re
jhūme zamānā, nache jiyā, ā jā piyā re
barse badriyā, tarse jiyā, ā jā
phūloṅ meṅ raṅg bikhrājā
sapnoṅ meṅ pyār chalkājā
piyā re, mausam suhānā dil hai dīvānā, ā jā piyā

kab se khaṛī ās dabāye
tere binā kaun pyās bujhāye
(man meṅ chṇdā āg jagāye)-2
ājā, ras kī puhār barsājā, bīn ke tār jhankājā
piyā re, mausam suhānā dil hai dīvānā, ā jā piyā
ā jā piyā re
jhūme zamānā, nache jiyā