मौसम बदलने लगा ये दिल मचलने लगा ... ई लोवे योउ
मौसम बदलने लगा ये दिल मचलने लगा
बरसा जो पानी बदन मेरा जलने लगा
I love you प्यार करने दूं
झाला झाला प्रेम झाला
मार डाला मुझे मार डाला
I love you …
कभी पहले सनम आई न ऋतु ये सुहानी
आ ज़रा भीग जा बरसे घटा से जवानी
चिकनी डगरिया पे मैं तो फ़िसल गई रे
आ मेरे राजा मेरी बाहों में आजा
तुझे देखकर मैं मचल गई रे
मैने सोलह बरस दिल सम्भाला
I love you …
मेरे जिगर का टुकड़ा मेरी जान था
मेरा सपना मेरे दिल का वो अरमान था
वो जो बिछड़ा मेरी हर खुशी खो गई
मैं जी रहा हूँ लेकिन ज़िंदगी खो गई
कभी खुशी की सुबह कभी ग़म की शाम है
घुट घुट के जीना तो बुज़दिलों का काम है
सारे ग़म भूल जा अश्क़ों को पीना सिखा दूं
दुनिया बदल दूंगी अपनी मुहब्बत से
खुशियां लुटाऊं मैं अंधेरा मिटाऊं
अपने दिल की चाहत से
तेरे जीवन में कर दूं उजाला
I love you …
mausam badalne lagā ye dil machalne lagā
barsā jo pānī badan merā jalne lagā
I love you pyār karne dūṅ
jhālā jhālā prem jhālā
mār ḍālā mujhe mār ḍālā
I love you …
kabhī pahle sanam āī na ṝtu ye suhānī
ā zarā bhīg jā barse ghaṭā se javānī
chiknī ḍagriyā pe maiṅ to fisal gaī re
ā mere rājā merī bāhoṅ meṅ ājā
tujhe dekhkar maiṅ machal gaī re
maine solah baras dil sambhālā
I love you …
mere jigar kā ṭukaṛā merī jān thā
merā sapnā mere dil kā vo armān thā
vo jo bichhaṛā merī har khuśhī kho gaī
maiṅ jī rahā hūṇ lekin ziṅdgī kho gaī
kabhī khuśhī kī subah kabhī ġham kī śhām hai
ghuṭ ghuṭ ke jīnā to buzdiloṅ kā kām hai
sāre ġham bhūl jā aśhqoṅ ko pīnā sikhā dūṅ
duniyā badal dūṅgī apnī muhabbat se
khuśhiyāṅ luṭāūṅ maiṅ aṅdherā miṭāūṅ
apne dil kī chāhat se
tere jīvan meṅ kar dūṅ ujālā
I love you …