मौला मौला रे, शुक्र तेरा मौला रे
रोशन है ये ज़मीन आसमान सब इश्क के दम से
ढलते हैं दिन और रात इश्क के ही दम से
खुशियों के बेशुमार बेहिसाब से सिक्के खनके
दिल की अब हर मुराद इश्क के ही दम से
तू है मेरा खुदा, अब न होना जुदा
कर दे करम के दिल यह चैन पायेगा
मौला मौला रे, शुक्र तेरा मौला रे
रूबरू हुआ है मेरा यार
सजदे में तेरे ही झुक जाऊं मैं सदा
तेरी ही बाहों में हो जाऊं लापता
छय्या हो धुप हो रास्ता भी हो नया
हमको अब कैसा डर संग जो है तू चला
अब तेरे सारे ही गम हैं मेरे
अब मेरी खुशियाँ तेरी हैं सदा
तू है मेरा खुदा अब न होना जुदा
कर दे करम के दिल यह चैन पायेगा
मौला मौला रे शुक्र तेरा मौला रे
रूबरू हुआ है मेरा यार
rośhan hai ye zamīn āsmān sab iśhk ke dam se
ḍhalte haiṅ din aur rāt iśhk ke hī dam se
khuśhiyoṅ ke beśhumār behisāb se sikke khanke
dil kī ab har murād iśhk ke hī dam se
tū hai merā khudā, ab na honā judā
kar de karam ke dil yah chain pāyegā
maulā maulā re, śhukr terā maulā re
rūbrū huā hai merā yār
sajde meṅ tere hī jhuk jāūṅ maiṅ sadā
terī hī bāhoṅ meṅ ho jāūṅ lāptā
chhayyā ho dhup ho rāstā bhī ho nayā
hamko ab kaisā ḍar saṅg jo hai tū chalā
ab tere sāre hī gam haiṅ mere
ab merī khuśhiyāṇ terī haiṅ sadā
tū hai merā khudā ab na honā judā
kar de karam ke dil yah chain pāyegā
maulā maulā re śhukr terā maulā re
rūbrū huā hai merā yār