Matvaale nainon vaalee ghunghraale baalon vaalee

मतवाले नैनों वाली घुँघराले बालों वाली
Work
Year
Language

अ: ( मतवाले नैनों वाली
घुँघराले बालों वाली ) -2
( पतली कमरिया बाली उमरिया
तिरछी नजरिया वाली ) -2
जी हो
दे: कौन
अ: एक भीलनी वाला

दे: ( नूकीलें नैनों वाला
रसीलें बैनों वाला ) -2
( मस्त चाल मस्तानी अदा
मन भरा प्रेम का प्याला ) -2
हाँ हूँ
अ: कौन
दे: एक बील का लाला
दो: नाम
दे: कन्हैया
अ: राधा
दे: तब आई एक ब्याधा

अ: ( पड़ा कन्हैया जा कर दूर
दे: रो-रो राधा हो गई चूर ) -2
अ: दूर रहा नहीं गया कन्हैया -2
आ राधा के साथ मिला
दूर रहा नहीं गया कन्हैया
आ राधा के साथ मिला
दे: ( बिछड़े मिल कर एक हुये
मन एक हाथ से हाथ मिला ) -2

अ: ( जीवन का प्याला चुपके तेरे
आज भरा अमरित से ) -2

a: ( matvāle nainoṅ vālī
ghuṇghrāle bāloṅ vālī ) -2
( patlī kamriyā bālī umriyā
tirchhī najriyā vālī ) -2
jī ho
de: kaun
a: ek bhīlnī vālā

de: ( nūkīleṅ nainoṅ vālā
rasīleṅ bainoṅ vālā ) -2
( mast chāl mastānī adā
man bharā prem kā pyālā ) -2
hāṇ hūṇ
a: kaun
de: ek bīl kā lālā
do: nām
de: kanhaiyā
a: rādhā
de: tab āī ek byādhā

a: ( paṛā kanhaiyā jā kar dūr
de: ro-ro rādhā ho gaī chūr ) -2
a: dūr rahā nahīṅ gayā kanhaiyā -2
ā rādhā ke sāth milā
dūr rahā nahīṅ gayā kanhaiyā
ā rādhā ke sāth milā
de: ( bichhaṛe mil kar ek huye
man ek hāth se hāth milā ) -2

a: ( jīvan kā pyālā chupke tere
āj bharā amrit se ) -2