Mat maaro shaam pichkaaree

मत मारो शाम पिचकारी
Year
Language

मत मारो शाम पिचकारी
मोरी भीगी चुनरिया सारी रे...

नाजुक तन मोरा रंग न डारो शामा
अंग-अंग मोर फड़के
रंग पड़े जो मोरे गोरे बदन पर
रूप की ज्वाला भड़के
कित जाऊँ मैं लाज की मारी रे
मत मारो शाम...

काह करूँ कान्हा, रूप है बैरी मेरा
रंग पड़े छिल जाये
देखे यह जग मोहे, तिरछी नजरिया से
मोरा जिया घबराये
कित जाऊँ मैं लाज की मारी रे
मत मारो शाम...

mat māro śhām pichkārī
morī bhīgī chunriyā sārī re...

nājuk tan morā raṅg na ḍāro śhāmā
aṅg-aṅg mor phaṛke
raṅg paṛe jo more gore badan par
rūp kī jvālā bhaṛke
kit jāūṇ maiṅ lāj kī mārī re
mat māro śhām...

kāh karūṇ kānhā, rūp hai bairī merā
raṅg paṛe chhil jāye
dekhe yah jag mohe, tirchhī najriyā se
morā jiyā ghabrāye
kit jāūṇ maiṅ lāj kī mārī re
mat māro śhām...