जोगी मत जा पाँव पड़ूँ मैं तोरी
मत जा मत जा मत जा जोगी
पाँव पड़ूँ मैं तोरी
प्रेम भक्ति को पंथ ही न्यारो
हम को ज्ञान बता जा
चंदन की मैं चिता रचाऊँ
अपने हाथ जला जा
मत जा मत जा मत जा जोगी …
जल जल भई भस्म की ढेरी
अपने अंग लगा जा जोगी
मीरा के प्रभू गिरिधर नागर
ज्योत में ज्योत मिला जा जोगी
मत जा मत जा मत जा जोगी …
jogī mat jā pāṇv paṛūṇ maiṅ torī
mat jā mat jā mat jā jogī
pāṇv paṛūṇ maiṅ torī
prem bhakti ko paṅth hī nyāro
ham ko jñān batā jā
chaṅdan kī maiṅ chitā rachāūṇ
apne hāth jalā jā
mat jā mat jā mat jā jogī …
jal jal bhaī bhasm kī ḍherī
apne aṅg lagā jā jogī
mīrā ke prbhū giridhar nāgar
jyot meṅ jyot milā jā jogī
mat jā mat jā mat jā jogī …