मत भूल मुसाफ़िर तुझे जाना ही पड़ेगा
देवदास, तुम क्या सच-मुच मुझे छोड़ कर जा रहे हो
??
देवदास तुम नहीं जाओगे
नहीं नहीं मैं नहीं जाऊँगा
आ
मत भूल मुसाफ़िर तुझे जाना ही पड़ेगा -3
फुलवारी जब फूल खिले तो फूली नहीं समाती है
अपनी-अपनी सुन्दरता पर कली-कली इतराती है
शबनम है जो रो-रो कर
शबनम है जो रो-रो कर हर फूल को ये समझाती है
मत भूल मुसाफ़िर तुझे जाना ही पड़ेगा
मत भूल मुसाफ़िर
एक मुसाफ़िरखाना है दुनिया एक मुसाफ़िरखाना है -2
मोह-जाल में फँस कर मूरख
मोह-जाल में फँस कर मूरख फिर पाछे पछताना है
गाफ़िल एक दिन सबको यहाँ से इतना सह कर जाना है -2
अफ़सोस ना जाना था के जाना ही पड़ेगा
मत भूल मुसाफ़िर तुझे जाना ही पड़ेगा
devdās, tum kyā sach-much mujhe chhoṛ kar jā rahe ho
??
devdās tum nahīṅ jāoge
nahīṅ nahīṅ maiṅ nahīṅ jāūṇgā
ā
mat bhūl musāfir tujhe jānā hī paṛegā -3
phulvārī jab phūl khile to phūlī nahīṅ samātī hai
apnī-apnī sundartā par kalī-kalī itrātī hai
śhabnam hai jo ro-ro kar
śhabnam hai jo ro-ro kar har phūl ko ye samjhātī hai
mat bhūl musāfir tujhe jānā hī paṛegā
mat bhūl musāfir
ek musāfirkhānā hai duniyā ek musāfirkhānā hai -2
moh-jāl meṅ phṇs kar mūrakh
moh-jāl meṅ phṇs kar mūrakh phir pāchhe pachhtānā hai
gāfil ek din sabko yahāṇ se itnā sah kar jānā hai -2
afsos nā jānā thā ke jānā hī paṛegā
mat bhūl musāfir tujhe jānā hī paṛegā