मत भूल अरे इन्सान तेरी नेकी-बदी
मत भूल अरे इन्सान
तेरी नेकी-बदी नहीं उससे छुपी
सब देख रहा भगवान
मत भूल अरे …
है जिसने बनाया मिटाए वही
फूल-काँटों को संग-संग खिलाए वही
खेल जीवन-मरन का रचाए वही
डाले माटी के पुतले में जान
मत भूल अरे …
जो विधाता ने लिखी उसे मान ले
प्राण देवे वही और वही प्राण ले
( तेरे बस में है क्या ) -2 ये ज़रा जान ले
तू है निर्बल तो वो है बलवान
मत भूल अरे …
mat bhūl are insān
terī nekī-badī nahīṅ usse chhupī
sab dekh rahā bhagvān
mat bhūl are …
hai jisne banāyā miṭāe vahī
phūl-kāṇṭoṅ ko saṅg-saṅg khilāe vahī
khel jīvan-maran kā rachāe vahī
ḍāle māṭī ke putle meṅ jān
mat bhūl are …
jo vidhātā ne likhī use mān le
prāṇ deve vahī aur vahī prāṇ le
( tere bas meṅ hai kyā ) -2 ye zarā jān le
tū hai nirbal to vo hai balvān
mat bhūl are …