Maran teree galee men jeenaa teree galee men

मरन तेरी गली में जीना तेरी गली में
Work
Year
Language

( मरन तेरी गली में ) -2 जीना तेरी गली में
मरन तेरी गली …

मिट जाएगी हमारी दुनिया तेरी गली में -2
मरन तेरी गली …

आए हैं तेरे दर पे हम ज़िन्दगी लुटाने
तू देखे या न देखे तू जाने या न जाने
पूरा करेंगे हम तो वादा तेरी गली में
मरन तेरी गली …

दिल से तेरी मोहब्बत कम उम्र भर ना होगी
हम तुझपे मर मिटेंगे तुझको ख़बर न होगी
मरने के बाद होगा चर्चा तेरी गली में
मरन तेरी गली …

( maran terī galī meṅ ) -2 jīnā terī galī meṅ
maran terī galī …

miṭ jāegī hamārī duniyā terī galī meṅ -2
maran terī galī …

āe haiṅ tere dar pe ham zindgī luṭāne
tū dekhe yā na dekhe tū jāne yā na jāne
pūrā kareṅge ham to vādā terī galī meṅ
maran terī galī …

dil se terī mohabbat kam umr bhar nā hogī
ham tujhpe mar miṭeṅge tujhko khabar na hogī
marne ke bād hogā charchā terī galī meṅ
maran terī galī …