मंज़िल वही है प्यार की राही बदल गये
सपनों की महफ़िल में हम तुम नये
दुनिया की नज़रों से दूर जाते हैं हम तुम जहाँ
उस देश की चाँदनी गायेगी ये दास्ताँ
मौसम था वो बहार का दिल खिल मचल गये
सपनों की महफ़िल में हम तुम नये
छुप न सके मेरे राज़, नग़मों में ढलने लगे
रोका था दिल ने मगर, पहलू बदलने लगे
वो दिन ही कुछ अजीब थे जो आज कल गये
सपनों की महफ़िल में हम तुम नये
maṅzil vahī hai pyār kī rāhī badal gaye
sapnoṅ kī mahafil meṅ ham tum naye
duniyā kī nazroṅ se dūr jāte haiṅ ham tum jahāṇ
us deśh kī chāṇdnī gāyegī ye dāstāṇ
mausam thā vo bahār kā dil khil machal gaye
sapnoṅ kī mahafil meṅ ham tum naye
chhup na sake mere rāz, naġhmoṅ meṅ ḍhalne lage
rokā thā dil ne magar, pahlū badalne lage
vo din hī kuchh ajīb the jo āj kal gaye
sapnoṅ kī mahafil meṅ ham tum naye