मंजिल वही है प्यार की राही बदल गये
मंज़िल वही है प्यार की राही बदल गये
सपनों की महफ़िल में हम तुम नये
दुनिया की नज़रों से दूर, जाते हैं हम तुम जहाँ
उस देश की चाँदनी गायेगी ये दासतां
मौसम था वो बहार का दिल थे मचल गये
छुप न सके मेरे राज, नग्मों में ढलने लगे
रोका था फिर भी ये दिल पहलू बदलने लगे
ये दिन ही कुछ अजीब थे, जो आजकल गये
maṅzil vahī hai pyār kī rāhī badal gaye
sapnoṅ kī mahafil meṅ ham tum naye
duniyā kī nazroṅ se dūr, jāte haiṅ ham tum jahāṇ
us deśh kī chāṇdnī gāyegī ye dāstāṅ
mausam thā vo bahār kā dil the machal gaye
chhup na sake mere rāj, nagmoṅ meṅ ḍhalne lage
rokā thā phir bhī ye dil pahlū badalne lage
ye din hī kuchh ajīb the, jo ājkal gaye