Man yah saahibjee, jaane hai sab jee

मन यह साहिबजी, जाने है सब जी
Year
Language

मन यह साहिबजी, जाने है सब जी
फिर भी बनाये बहाने
नैना नवाबी जी, देखे हैं सब जी
फिर भी न समझे इशारे

मन यह साहिब जी हाँ करता बहाने
नैना नवाबी जी ना समझे इशारे

धीरे धीरे, नैनों को धीरे धीरे
जिया को धीरे धीरे भायो रे सायबो
धीरे धीरे, बेगाना धीरे धीरे
अपना सा धीरे धीरे लगे रे सायबो

सुर्खियाँ हैं हवाओं में, दो दिलों के मिलने की
अर्जियां हैं नजारों में, लम्हा यह थम जाने की
कैसी हुजूरी जी यह लब दिखलाए
चुप्पी लगा के भी ग़ज़ब है यह ढाए

man yah sāhibjī, jāne hai sab jī
phir bhī banāye bahāne
nainā navābī jī, dekhe haiṅ sab jī
phir bhī na samjhe iśhāre

man yah sāhib jī hāṇ kartā bahāne
nainā navābī jī nā samjhe iśhāre

dhīre dhīre, nainoṅ ko dhīre dhīre
jiyā ko dhīre dhīre bhāyo re sāybo
dhīre dhīre, begānā dhīre dhīre
apnā sā dhīre dhīre lage re sāybo

surkhiyāṇ haiṅ havāoṅ meṅ, do diloṅ ke milne kī
arjiyāṅ haiṅ najāroṅ meṅ, lamhā yah tham jāne kī
kaisī hujūrī jī yah lab dikhlāe
chuppī lagā ke bhī ġhazab hai yah ḍhāe