मन सौंप दिया अनजाने में -3
अनजाने में, अनजाने में -2
नैनों ने दरस रस किया पान
कर दिया पलक में हृदय दान -2
एक झलक में बांधे नैनों से प्राण -2
कितना सुख है बँध जाने में -2
मन सौंप दिया …
आँखों को क्या हो गया आज
है पथ में अटकी बिना काज -2
पग पग पर इनको बरजे लाज -2
ये आती नहीं बहलाने में -2
मन सौंप दिया …
man sauṅp diyā anjāne meṅ -3
anjāne meṅ, anjāne meṅ -2
nainoṅ ne daras ras kiyā pān
kar diyā palak meṅ hṛday dān -2
ek jhalak meṅ bāṅdhe nainoṅ se prāṇ -2
kitnā sukh hai bṇdh jāne meṅ -2
man sauṅp diyā …
āṇkhoṅ ko kyā ho gayā āj
hai path meṅ aṭkī binā kāj -2
pag pag par inko barje lāj -2
ye ātī nahīṅ bahlāne meṅ -2
man sauṅp diyā …