Man prem kee jyot jalaa sajnee

मन प्रेम की ज्योत जला सजनी
Year
Language

उ: ( मन प्रेम की ज्योत जला सजनी
नैनन में पी को बुला सजनी ) -2

( ह्रिदय में उन्हें बुलाना है
नित उत इसनान कराना है ) -2
प: नैनन से नीर बहा सजनी -2
दो: मन प्रेम की ज्योत जला सजनी -2
नैनन में पी को बुला सजनी

प: ( खोये हुये को पाना है जो -2
प्रीत की रीत निभाना है ) -2
जीते जी मर जा सजनी फिर जीते जी मर जा सजनी
उ: नैनन में पी को बुला सजनी -2
प: फिर जीते जी मर जा सजनी -2
दो: नैनन में पी को बुला सजनी -2

u: ( man prem kī jyot jalā sajnī
nainan meṅ pī ko bulā sajnī ) -2

( hriday meṅ unheṅ bulānā hai
nit ut isnān karānā hai ) -2
pa: nainan se nīr bahā sajnī -2
do: man prem kī jyot jalā sajnī -2
nainan meṅ pī ko bulā sajnī

pa: ( khoye huye ko pānā hai jo -2
prīt kī rīt nibhānā hai ) -2
jīte jī mar jā sajnī phir jīte jī mar jā sajnī
u: nainan meṅ pī ko bulā sajnī -2
pa: phir jīte jī mar jā sajnī -2
do: nainan meṅ pī ko bulā sajnī -2