Man letaa hai angaraaee

मन लेता है अंगड़ाई
Year
Language

मन लेता है अंगड़ाई
जीवन पे जवानी छाई
मन लेता है अंगड़ाई

होठों ने मुस्काना सीखा
नैनों ने शरमाना
हर धड़कन गाती है मन की
एक अनोखा गाना
फिर याद किसीकी आई
जीवन पे जवानी छाई
मन लेता है …

मेरी एक ना माने मनवा
करता है मनमानी
बिना ही डोले झूल ही जाये
मेरी मस्त जवानी
रुत पिया मिलन की आई
जीवन पे जवानी छाई
मन लेता है …

man letā hai aṅgaṛāī
jīvan pe javānī chhāī
man letā hai aṅgaṛāī

hoṭhoṅ ne muskānā sīkhā
nainoṅ ne śharmānā
har dhaṛkan gātī hai man kī
ek anokhā gānā
phir yād kisīkī āī
jīvan pe javānī chhāī
man letā hai …

merī ek nā māne manvā
kartā hai manmānī
binā hī ḍole jhūl hī jāye
merī mast javānī
rut piyā milan kī āī
jīvan pe javānī chhāī
man letā hai …