Man dheere dheere gaaye re

मन धीरे धीरे गाये रे
Work
Year
Language

मन धीरे धीरे गाये रे
मालूम नहीं क्‌यों
बिन गाये रहा न जाये रे
मालूम नहीं क्‌यों

पलकों में छुपा कर गोरी
लाई है मिलन की डोरी
अब साथ है जीवन भर का
लो थाम लो बैंया मोरी
इक बात ज़ुबाँ पर आये रे
मालूम नहीं क्‌यों

आशाओं ने ली अंगड़ाई
तन मन में बजी शहनाई
दिल डूब गया मस्ती में
इक लहर खुशी की छाई
दिल हाथ से निकला जाये रे
मालूम नहीं क्‌यों

man dhīre dhīre gāye re
mālūm nahīṅ k‌yoṅ
bin gāye rahā na jāye re
mālūm nahīṅ k‌yoṅ

palkoṅ meṅ chhupā kar gorī
lāī hai milan kī ḍorī
ab sāth hai jīvan bhar kā
lo thām lo baiṅyā morī
ik bāt zubāṇ par āye re
mālūm nahīṅ k‌yoṅ

āśhāoṅ ne lī aṅgaṛāī
tan man meṅ bajī śhahnāī
dil ḍūb gayā mastī meṅ
ik lahar khuśhī kī chhāī
dil hāth se niklā jāye re
mālūm nahīṅ k‌yoṅ