मन भूली कथाएं याद न कर
फिर सावन के दिन आयेंगे
मन भूली कथाएं …
फिर कोयल कूक सुनायेगी
फिर पवन झूमती आयेगी
पी आयेंगे मुस्कायेंगे
तुझे रूठा हुआ मनायेंगे
मन भूली कथाएं …
फिर आशा रंग दिखायेगी
फिर कली फूल बन जायेगी
मन चाहेगा सो पायेगा
तेरे बीते दिन फिर आयेंगे
मन भूली कथाएं …
man bhūlī kathāeṅ yād na kar
phir sāvan ke din āyeṅge
man bhūlī kathāeṅ …
phir koyal kūk sunāyegī
phir pavan jhūmtī āyegī
pī āyeṅge muskāyeṅge
tujhe rūṭhā huā manāyeṅge
man bhūlī kathāeṅ …
phir āśhā raṅg dikhāyegī
phir kalī phūl ban jāyegī
man chāhegā so pāyegā
tere bīte din phir āyeṅge
man bhūlī kathāeṅ …