Maine yah dil tujhko diyaa o meree mahboobaa

मैने यह दिल तुझको दिया ओ मेरी महबूबा
Year
Language

मैने यह दिल तुझको दिया ओ मेरी महबूबा -2
तुम ही करो कुछ फ़ैसला ओ मेरी महबूबा
मैने यह दिल तुझको …

तुम ही करो कुछ फ़ैसला ओ मेरी जान-ए-जाँ -2

जब भी जहाँ देखूँ जिधर तू ही तू आए नज़र
भूला हूँ मैं सारा जहाँ मुझको नहीं अपनी ख़बर
बेताब हूँ तेरे बिना ओ मेरी महबूबा
तुम ही करो कुछ …

दिल को तेरा आमान है तू धड़कन तू जान है
तेरी चाहत ख़ुशी तुम पे जहाँ क़ुर्बान है
तेरे लिए मेरी वफ़ा ओ मेरी जान-ए-जाँ
तुम ही करो कुछ …

maine yah dil tujhko diyā o merī mahbūbā -2
tum hī karo kuchh faislā o merī mahbūbā
maine yah dil tujhko …

tum hī karo kuchh faislā o merī jān-e-jāṇ -2

jab bhī jahāṇ dekhūṇ jidhar tū hī tū āe nazar
bhūlā hūṇ maiṅ sārā jahāṇ mujhko nahīṅ apnī khabar
betāb hūṇ tere binā o merī mahbūbā
tum hī karo kuchh …

dil ko terā āmān hai tū dhaṛkan tū jān hai
terī chāhat khuśhī tum pe jahāṇ qurbān hai
tere lie merī vafā o merī jān-e-jāṇ
tum hī karo kuchh …