मैने रंग ली आज चुनरिया सजना तोरे रंग में
मैने रंग ली आज चुनरिया सजना तोरे रंग में -2
मैने रंग ली …
जिया मोरा चाहे मैं भी खेलूँ ओ सजनवा होली ऐसे
राधा ने कन्हैया से प्रेम की होली खेली जैसे
प्रेम के मैं रंग फेंकूं
बिन तुम्हारे कुछ न देखूँ
मैने रंग ली …
कितने जतन से ये रूप सजाया मैने सजना
सोए हुए सपने को फिर जगाया मैने सजना
मैं तो डूबी प्रेम रस में
अब नहीं मैं अपने बस में
मैने रंग ली …
जल्दी से आ मेरी बावरी अँखियाँ तेरी प्यासी
चरणों में तेरे पिया स्वर्ग बसा ले तेरे दासी
तुम बता दो मेरे क्या हो
मैं तो जानूँ देवता हो
मैने रंग ली …
maine raṅg lī āj chunriyā sajnā tore raṅg meṅ -2
maine raṅg lī …
jiyā morā chāhe maiṅ bhī khelūṇ o sajanvā holī aise
rādhā ne kanhaiyā se prem kī holī khelī jaise
prem ke maiṅ raṅg pheṅkūṅ
bin tumhāre kuchh na dekhūṇ
maine raṅg lī …
kitne jatan se ye rūp sajāyā maine sajnā
soe hue sapne ko phir jagāyā maine sajnā
maiṅ to ḍūbī prem ras meṅ
ab nahīṅ maiṅ apne bas meṅ
maine raṅg lī …
jaldī se ā merī bāvrī aṇkhiyāṇ terī pyāsī
charṇoṅ meṅ tere piyā svarg basā le tere dāsī
tum batā do mere kyā ho
maiṅ to jānūṇ devtā ho
maine raṅg lī …