मैने कहा तुमसे हमें प्यार है
ल: मैने कहा ऐ जी मैने कहा तुमसे हमें प्यार है मैने कहा
मु: ऐ जी मैने कहा हमको कब इन्कार है मैने कहा
ल: ऐ जी ये तो बता दो कि हुई है क्या बात
क्यूँ मैं तेरे सपने देखूँ सारी-सारी रात
मु: मैं क्या जानूँ शायद यही प्यार है
ल: मैने कहा हमको कब …
मु: हमको भी तन्हाइयों में नींद न आई
ले लो चाहे चाँद-सितारों से गवाही
ल: जाने भी दो हमको एतबार है
मु: मैने कहा तुमसे हमें …
ल: अब तो तमन्ना है तेरे दिल में ही रहें
मु: हम भी यही चाहते हैं और क्या कहें
ल: फिर मेरी जां
मु: हाँ मेरी जाँ
दो: बहार ही बहार है
मैने कहा तुमसे हमें …
la: maine kahā ai jī maine kahā tumse hameṅ pyār hai maine kahā
mu: ai jī maine kahā hamko kab inkār hai maine kahā
la: ai jī ye to batā do ki huī hai kyā bāt
kyūṇ maiṅ tere sapne dekhūṇ sārī-sārī rāt
mu: maiṅ kyā jānūṇ śhāyad yahī pyār hai
la: maine kahā hamko kab …
mu: hamko bhī tanhāiyoṅ meṅ nīṅd na āī
le lo chāhe chāṇd-sitāroṅ se gavāhī
la: jāne bhī do hamko etbār hai
mu: maine kahā tumse hameṅ …
la: ab to tamannā hai tere dil meṅ hī raheṅ
mu: ham bhī yahī chāhte haiṅ aur kyā kaheṅ
la: phir merī jāṅ
mu: hāṇ merī jāṇ
do: bahār hī bahār hai
maine kahā tumse hameṅ …