Main zindgee kaa saath nibhaataa chalaa gayaa

मैं ज़िंदगी का साथ निभाता चला गया
Work
Year
Language

मैं ज़िंदगी का साथ निभाता चला गया
हर फ़िक्‌र को धुँएं में उड़ाता चला गया

बरबादियों का सोग़ मनाना फ़िज़ूल था - 2
बरबादियों का जश्न मनाता चला गया
मैं ज़िंदगी…

जो मिल गया उसी को मुक़द्दर समझ लिया - 2
जो खो गया मैं उसको भुलाता चला गया
मैं ज़िंदगी…

ग़म और खुशी में फ़र्क न महसूस हो जहाँ - 2
मैं दिल को उस मुक़ाम पे लाता चला गया
मैं ज़िंदगी…

maiṅ ziṅdgī kā sāth nibhātā chalā gayā
har fik‌ra ko dhuṇeṅ meṅ uṛātā chalā gayā

barbādiyoṅ kā soġh manānā fizūl thā - 2
barbādiyoṅ kā jaśhn manātā chalā gayā
maiṅ ziṅdgī…

jo mil gayā usī ko muqaddar samajh liyā - 2
jo kho gayā maiṅ usko bhulātā chalā gayā
maiṅ ziṅdgī…

ġham aur khuśhī meṅ fark na mahsūs ho jahāṇ - 2
maiṅ dil ko us muqām pe lātā chalā gayā
maiṅ ziṅdgī…