ओ ओऽ
मैं यौवन बन की कली, ओ ओ
मुझे कली से फूल बना दे
प्रीती पवन बहा चली, ओ ओऽ
मैं यौवन बन की कली
उलझ उलझ जाता क्यों अचला -2
???????
चुपके से आके अनजाने
मुख पर लाली मली
मैं यौवन बन की …
पूछ रहे पंछी कित जाती
किसके हित अरमान बनाती -2
कैसे कह दूँ मैं
प्रिया से मिलने निकली -2
मैं यौवन बन की …
जब मैं उनकी हो जाऊँगी -2
धन आनंद में खो जाऊँगी -2
लुक छुप खेलूँगी बदली में -2
बन बन के बिजली
मैं यौवन बन की …
o o'
maiṅ yauvan ban kī kalī, o o
mujhe kalī se phūl banā de
prītī pavan bahā chalī, o o'
maiṅ yauvan ban kī kalī
ulajh ulajh jātā kyoṅ achlā -2
???????
chupke se āke anjāne
mukh par lālī malī
maiṅ yauvan ban kī …
pūchh rahe paṅchhī kit jātī
kiske hit armān banātī -2
kaise kah dūṇ maiṅ
priyā se milne niklī -2
maiṅ yauvan ban kī …
jab maiṅ unkī ho jāūṇgī -2
dhan ānaṅd meṅ kho jāūṇgī -2
luk chhup khelūṇgī badlī meṅ -2
ban ban ke bijlī
maiṅ yauvan ban kī …