Main tumhee se poochhtee hoon

मैं तुम्ही से पूछती हूँ
Work
Year
Language

prelude:

लता: कोई इक़रार करे, याकोई इनकार करे
हम से एक बार, निगाहें तो ज़रा चार करे
रफ़ी: तुम हसीं हो तुम्हें सब दिल में जगह देते हैं
हम में क्‌या बात है, ऐसी जो कोई प्यार करे

लता: (मैं तुम्ही से पूछती हूँ, मुझे तुम से प्यार क्‌यों है
कभी तुम दग़ा न दोगे, मुझे ऐतबार क्‌यों है) -2
मैं तुम्ही से पूछती हूँ

मुझे क्‌यों पुकारती हैं, ये जवां जवां फ़िज़ाएं
मुझे मिल गई कहाँ से, ये हसीं हसीं अदाएं
ये हसीं हसीं अदाएं
मेरे ज़िंदगी पे छाई, ये नई बहार क्‌यों है
मैं तुम्ही से पूछती हूँ, मुझे तुम से प्यार क्‌यों है
कभी तुम दग़ा न दोगे, मुझे ऐतबार क्‌यों है
मैं तुम्ही से पूछती हूँ

जो क़दम उठा रही हूँ, वो क़दम बहक रहा है
मिले तुम से क्‌या निगाहें, मेरा दिल धड़क रहा है
मेरा दिल धड़क रहा है
मेरे दिल पे हाथ रख दो, तुम्हे इंतज़ार क्‌यों है
मैं तुम्ही से पूछती हूँ, मुझे तुम से प्यार क्‌यों है
कभी तुम दग़ा न दोगे, मुझे ऐतबार क्‌यों है
मैं तुम्ही से पूछती हूँ

तुम्हीं सामने हो मेरे, मैं जिधर नज़र उठाऊँ
तुम्हें भूलना भी चाहूँ, तो कभी न भूल पाऊँ
तो कभी न भूल पाऊँ
मेरे दिल पे हाय इतना तुम्हे इख़्तियार क्‌यों है
मैं तुम्ही से पूछती हूँ, मुझे तुम से प्यार क्‌यों है
कभी तुम दग़ा न दोगे, मुझे ऐतबार क्‌यों है
मैं तुम्ही से पूछती हूँ

prelude:

latā: koī iqrār kare, yākoī inkār kare
ham se ek bār, nigāheṅ to zarā chār kare
rafī: tum hasīṅ ho tumheṅ sab dil meṅ jagah dete haiṅ
ham meṅ k‌yā bāt hai, aisī jo koī pyār kare

latā: (maiṅ tumhī se pūchhtī hūṇ, mujhe tum se pyār k‌yoṅ hai
kabhī tum daġhā na doge, mujhe aitbār k‌yoṅ hai) -2
maiṅ tumhī se pūchhtī hūṇ

mujhe k‌yoṅ pukārtī haiṅ, ye javāṅ javāṅ fizāeṅ
mujhe mil gaī kahāṇ se, ye hasīṅ hasīṅ adāeṅ
ye hasīṅ hasīṅ adāeṅ
mere ziṅdgī pe chhāī, ye naī bahār k‌yoṅ hai
maiṅ tumhī se pūchhtī hūṇ, mujhe tum se pyār k‌yoṅ hai
kabhī tum daġhā na doge, mujhe aitbār k‌yoṅ hai
maiṅ tumhī se pūchhtī hūṇ

jo qadam uṭhā rahī hūṇ, vo qadam bahak rahā hai
mile tum se k‌yā nigāheṅ, merā dil dhaṛak rahā hai
merā dil dhaṛak rahā hai
mere dil pe hāth rakh do, tumhe iṅtazār k‌yoṅ hai
maiṅ tumhī se pūchhtī hūṇ, mujhe tum se pyār k‌yoṅ hai
kabhī tum daġhā na doge, mujhe aitbār k‌yoṅ hai
maiṅ tumhī se pūchhtī hūṇ

tumhīṅ sāmne ho mere, maiṅ jidhar nazar uṭhāūṇ
tumheṅ bhūlnā bhī chāhūṇ, to kabhī na bhūl pāūṇ
to kabhī na bhūl pāūṇ
mere dil pe hāy itnā tumhe ikhtiyār k‌yoṅ hai
maiṅ tumhī se pūchhtī hūṇ, mujhe tum se pyār k‌yoṅ hai
kabhī tum daġhā na doge, mujhe aitbār k‌yoṅ hai
maiṅ tumhī se pūchhtī hūṇ