Main tumhaaree hoon ... bas tumhaare lie hee kanvaaree hoon

मैं तुम्हारी हूँ ... बस तुम्हारे लिए ही कंवारी हूँ
Work
Year
Language

मैं तुम्हारी हूँ हूँ हूँ हूँ
अजी मैं तुम्हारी हूँ
बस तुम्हारे लिए ही कंवारी हूँ

सबकी नज़र में सबके दिल में मेरा रूप समाया
आग लगा देगी महफ़िल में मेरी गुलाबी काया
काट डालूँगी बाबू कटारी हूँ
मैं तुम्हारी हूँ …

मेरे पीछे दौड़ रहा है हर कोई बेचारा
पानी भी न माँग सका है मेरे नैन का मारा
बच के जाने ना दूँगी शिकारी हूँ
मैं तुम्हारी हूँ …

maiṅ tumhārī hūṇ hūṇ hūṇ hūṇ
ajī maiṅ tumhārī hūṇ
bas tumhāre lie hī kaṅvārī hūṇ

sabkī nazar meṅ sabke dil meṅ merā rūp samāyā
āg lagā degī mahafil meṅ merī gulābī kāyā
kāṭ ḍālūṇgī bābū kaṭārī hūṇ
maiṅ tumhārī hūṇ …

mere pīchhe dauṛ rahā hai har koī bechārā
pānī bhī na māṇg sakā hai mere nain kā mārā
bach ke jāne nā dūṇgī śhikārī hūṇ
maiṅ tumhārī hūṇ …