Main to tum sang, nain milaa ke

मैं तो तुम संग, नैन मिला के
Work
Year
Language

मैं तो तुम संग, नैन मिला के (slow)
हार गई सजना, हो, हार गई सजना
मैं तो तुम संग, नैन मिला के
हार गई सजना, हो, हार गई सजना

क्‌यूँ झूठे से प्रीत लगाई - 2
क्‌यूँ छलिये को मीत बनाया
क्‌यूँ आंधी में दीप जलाया
मैं तो तुम संग …

सपने में जो बाग़ लगाए
नींद खुली तो वीराने थे
हम भी कितने दीवाने थे
मैं तो तुम संग …

ना मिलतीं ये बैरन अँखियां
चैन न जाता दिल भी ने रोता
काश किसी से प्यार न होता
मैं तो तुम संग …

maiṅ to tum saṅg, nain milā ke (slow)
hār gaī sajnā, ho, hār gaī sajnā
maiṅ to tum saṅg, nain milā ke
hār gaī sajnā, ho, hār gaī sajnā

k‌yūṇ jhūṭhe se prīt lagāī - 2
k‌yūṇ chhaliye ko mīt banāyā
k‌yūṇ āṅdhī meṅ dīp jalāyā
maiṅ to tum saṅg …

sapne meṅ jo bāġh lagāe
nīṅd khulī to vīrāne the
ham bhī kitne dīvāne the
maiṅ to tum saṅg …

nā miltīṅ ye bairan aṇkhiyāṅ
chain na jātā dil bhī ne rotā
kāśh kisī se pyār na hotā
maiṅ to tum saṅg …