मैं टूटी हुई इक नैया हूँ मुझे चाहे जिधर ले जाओ
मैं टूटी हुई इक नैया हूँ मुझे चाहे जिधर ले जाओ -2
जो चाहो डूबो दो मौजों में या साहिल पे ले जाओ
मैं टूटी हुई …
एक तुम ही सहारा हो मेरा जीवन की अँधेरी रातों में
दुनिया की ख़ुशी तक़दीर का ग़म सब कुछ है तुम्हारे हाथों में
अब चाहे इधर ले जाओ मुझे या चाहे उधर ले जाओ
मैं टूटी हुई …
मायूस नज़र मजबूर क़दम उजड़ा हुआ आलम है दिल का
जीना भी ये कोई जीना है मुँह देख सकूँ ना मंज़िल का
बीते हुए दिन मिल जाएँ जहाँ मुझे ऐसी डगर ले जाओ -2
मैं टूटी हुई …
आँसू न बहाओ मेरे लिए ग़म मुझको अकेले सहने दो
टूटे न तुम्हारा नाज़ुक दिल ये दर्द मुझी तक रहने दो
अब छोड़ दो मुझको राहों में या दूर नगर ले जाओ
मैं टूटी हुई …
maiṅ ṭūṭī huī ik naiyā hūṇ mujhe chāhe jidhar le jāo -2
jo chāho ḍūbo do maujoṅ meṅ yā sāhil pe le jāo
maiṅ ṭūṭī huī …
ek tum hī sahārā ho merā jīvan kī aṇdherī rātoṅ meṅ
duniyā kī khuśhī taqdīr kā ġham sab kuchh hai tumhāre hāthoṅ meṅ
ab chāhe idhar le jāo mujhe yā chāhe udhar le jāo
maiṅ ṭūṭī huī …
māyūs nazar majbūr qadam ujaṛā huā ālam hai dil kā
jīnā bhī ye koī jīnā hai muṇh dekh sakūṇ nā maṅzil kā
bīte hue din mil jāeṇ jahāṇ mujhe aisī ḍagar le jāo -2
maiṅ ṭūṭī huī …
āṇsū na bahāo mere lie ġham mujhko akele sahne do
ṭūṭe na tumhārā nāzuk dil ye dard mujhī tak rahne do
ab chhoṛ do mujhko rāhoṅ meṅ yā dūr nagar le jāo
maiṅ ṭūṭī huī …