मैं तेरी दुश्मन, दुश्मन तू मेरा
मैं तेरी दुश्मन दुश्मन तू मेरा
मैं नागिन तू सपेरा - 2
जनम जनम से तेरा मेरा बैर
ओ रब्बा ख़ैर
आज तो बदला मैन बस लूँगी
छेड़ न मुझको मैं डस लूँगी
जंतर मंतर जादू टोने
ये तो हैं मेरे खेल-खिलौने
मुझपे चलेगा ना ज़ोर तेरा
मैं नागिन तू सपेरा
छेड़ के अपनी बीन का लहरा
तूने बिछाया मुझ पे पहरा [ओर इस इत बिठाया?]
बस में नहीं मैं आने वाली
मैं नहीं धोका खाने वाली
आया है जोगी बनके लुटेरा
मैं नागिन तू सपेरा
सब की ज़ुबाँ पर मेरी कहानी
मेरा डसा हुआ माँगे न पानी
तेरा तमाशा सब देखेंगे
क्या होता है अब देखेंगे
देखेगा ना तू कल का सवेरा
मैं नागिन तू सपेरा
maiṅ terī duśhman duśhman tū merā
maiṅ nāgin tū saperā - 2
janam janam se terā merā bair
o rabbā khair
āj to badlā main bas lūṇgī
chheṛ na mujhko maiṅ ḍas lūṇgī
jaṅtar maṅtar jādū ṭone
ye to haiṅ mere khel-khilaune
mujhpe chalegā nā zor terā
maiṅ nāgin tū saperā
chheṛ ke apnī bīn kā lahrā
tūne bichhāyā mujh pe pahrā [or is it biṭhāyā?]
bas meṅ nahīṅ maiṅ āne vālī
maiṅ nahīṅ dhokā khāne vālī
āyā hai jogī banke luṭerā
maiṅ nāgin tū saperā
sab kī zubāṇ par merī kahānī
merā ḍasā huā māṇge na pānī
terā tamāśhā sab dekheṅge
kyā hotā hai ab dekheṅge
dekhegā nā tū kal kā saverā
maiṅ nāgin tū saperā