Main rangeelaa pyaar kaa raahee

मैं रंगीला प्यार का राही
Year
Language

सु: मैं रंगीला प्यार का राही
दूर मेरी मंज़िल
शोख नज़र का तीर तू ने मारा
दिल हुआ घायल

ल: तेरे लिए ही सम्भाल के रखा था
प्यार भरा ये दिल
तेरे इशारों पे चलता रहेगा
ओ मेरे क़ातिल

सु: आ हा हा आ हा हा आ हा हा
ल: आ हा हा आ हा हा आ हा हा

सु: (तेरी राह पर जो मैं रुक गया
मुझे रही न अपनी खबर) -2
ल: (मेरे साथ चल मेरे हमसफ़र
अब तेरी मेरी इक डगर) -2
अब तेरी मेरी एक डगर
सु: मैं रंगीला …

सु: (जो आज है वो कभी न था
ये चमन पे उजला निखार ) -2
ल: (ये रंग है मेरे प्यार का
जो खिला है बनके बहार ) -2
जो खिला है बनके बहार
सु: मैं रंगीला …

सु: मुझे लूट लिया तेरे प्यार ने
ये गिला मैं किस से करूँ
ल: तुझे जीत लिया, दिल हार के
अब हवा में उड़ती फिरूँ
सु: मैं रंगीला …

su: maiṅ raṅgīlā pyār kā rāhī
dūr merī maṅzil
śhokh nazar kā tīr tū ne mārā
dil huā ghāyal

la: tere lie hī sambhāl ke rakhā thā
pyār bharā ye dil
tere iśhāroṅ pe chaltā rahegā
o mere qātil

su: ā hā hā ā hā hā ā hā hā
la: ā hā hā ā hā hā ā hā hā

su: (terī rāh par jo maiṅ ruk gayā
mujhe rahī na apnī khabar) -2
la: (mere sāth chal mere hamasafar
ab terī merī ik ḍagar) -2
ab terī merī ek ḍagar
su: maiṅ raṅgīlā …

su: (jo āj hai vo kabhī na thā
ye chaman pe ujlā nikhār ) -2
la: (ye raṅg hai mere pyār kā
jo khilā hai banke bahār ) -2
jo khilā hai banke bahār
su: maiṅ raṅgīlā …

su: mujhe lūṭ liyā tere pyār ne
ye gilā maiṅ kis se karūṇ
la: tujhe jīt liyā, dil hār ke
ab havā meṅ uṛtī phirūṇ
su: maiṅ raṅgīlā …