मैं पिया तेरी तू माने या न माने
मैं पिया तेरी तू माने या न माने
दुनिया जाने तू जाने या न जाने
काहेको बजाए तू मीठी मीठी तानें
मैं पिया तेरी तू माने या न माने
मुरली की लय ने दिल मेरा छीना
तार जगाए दिलके तार जगाए
राह बिखेरे जब तेरे दिल ने
राग उठाए मैंने राग उठाए
मिटने न दूँगी, प्यार के सगाने
मैं पिया तेरी…
प्रीत की डोरी तुम संग बाँधी
तुम संग बाँधी सैंया तुम संग
बुझने न दूँगी प्रीत का दीपक
कितनी भी आये सैंया दुनिया की आँधी
मैं नहीं बदली, बदले ज़माना
मैं पिया तेरी …
maiṅ piyā terī tū māne yā na māne
duniyā jāne tū jāne yā na jāne
kāheko bajāe tū mīṭhī mīṭhī tāneṅ
maiṅ piyā terī tū māne yā na māne
murlī kī lay ne dil merā chhīnā
tār jagāe dilke tār jagāe
rāh bikhere jab tere dil ne
rāg uṭhāe maiṅne rāg uṭhāe
miṭne na dūṇgī, pyār ke sagāne
maiṅ piyā terī…
prīt kī ḍorī tum saṅg bāṇdhī
tum saṅg bāṇdhī saiṅyā tum saṅg
bujhne na dūṇgī prīt kā dīpak
kitnī bhī āye saiṅyā duniyā kī āṇdhī
maiṅ nahīṅ badlī, badle zamānā
maiṅ piyā terī …