Main panchhee aazaad meraa kaheen door thikaanaa re

मैं पन्छी आज़ाद मेरा कहीं दूर ठिकाना रे
Work
Year
Language

मैं पन्छी आज़ाद -2
मेरा कहीं दूर ठिकाना रे
मैं पन्छी आज़ाद
मेरा कहीं दूर ठिकाना रे

उस दुनिया के बाग़ में मेरा -2
आना-जाना रे

जीवन के परभात में आऊँ -2
साँझ ढले
साँझ ढले तो मैं उड़ जाऊँ -2
बन्धन में कोई मुझको बाँधे -2
वो दुआ ना दे -2

मैं पन्छी आज़ाद -2
मेरा कहीं दूर ठिकाना रे

दिल में किसी याद आये
आँखों में मस्ती लहराये -2
जनम-जनम का मेरा किसी से -2
प्यार पुराना रे -2

मैं पन्छी आज़ाद -2
मेरा कहीं दूर ठिकाना रे
उस दुनिया के बाग़ में मेरा -2
आना-जाना रे

maiṅ panchhī āzād -2
merā kahīṅ dūr ṭhikānā re
maiṅ panchhī āzād
merā kahīṅ dūr ṭhikānā re

us duniyā ke bāġh meṅ merā -2
ānā-jānā re

jīvan ke parbhāt meṅ āūṇ -2
sāṇjh ḍhale
sāṇjh ḍhale to maiṅ uṛ jāūṇ -2
bandhan meṅ koī mujhko bāṇdhe -2
vo duā nā de -2

maiṅ panchhī āzād -2
merā kahīṅ dūr ṭhikānā re

dil meṅ kisī yād āye
āṇkhoṅ meṅ mastī lahrāye -2
janam-janam kā merā kisī se -2
pyār purānā re -2

maiṅ panchhī āzād -2
merā kahīṅ dūr ṭhikānā re
us duniyā ke bāġh meṅ merā -2
ānā-jānā re