Main k‌yaa jaanoon k‌yaa jaadoo hai

मैं क्‌या जानूँ क्‌या जादू है
Work
Year
Language

मैं क्‌या जानूँ क्‌या (जादू है - 3) - 2
इन दो मतवाले नैनों में (जादू है - 3)
मैं क्‌या जानूँ …

एक एक अथाह सागर सा है - 2
इन दो मतवाले नैनों में (जादू है - 3)
मैं क्‌या जानूँ …

(मन पूछ रहा है अब मुझसे
नैनों ने कहा है क्‌या तुझसे ) - 2
जब नैन मिले (नैनों ने कहा - 2)
जब नैन मिले नैनों ने कहा
अब नैन बसे के नैनों में
मैं क्‌या जानूँ …

maiṅ k‌yā jānūṇ k‌yā (jādū hai - 3) - 2
in do matvāle nainoṅ meṅ (jādū hai - 3)
maiṅ k‌yā jānūṇ …

ek ek athāh sāgar sā hai - 2
in do matvāle nainoṅ meṅ (jādū hai - 3)
maiṅ k‌yā jānūṇ …

(man pūchh rahā hai ab mujhse
nainoṅ ne kahā hai k‌yā tujhse ) - 2
jab nain mile (nainoṅ ne kahā - 2)
jab nain mile nainoṅ ne kahā
ab nain base ke nainoṅ meṅ
maiṅ k‌yā jānūṇ …