मैं ख़ुशनसीब हूँ मुझ को किसी का प्यार मिला
मैं ख़ुशनसीब हूँ मुझ को किसी का प्या मिला
बड़ा हसीन मेरे दिल का राज़दार मिला
मैं ख़ुशनसीब हूँ
है दिल में प्यार ज़ुबाँ चुप झुकी झुकी नज़रें
अजब अदा से कोई आज पहली बार मिला
मैं ख़ुशनसीब हूँ
किसी को पाके मेरे दिल का हाल मत पूछो
कि जैसे सारे ज़माने पे इख़्तियार मिला
मैं ख़ुशनसीब हूँ
किसी ने पूरे किये आज प्यार के वादे
मेरी वफ़ा का सिला मुझ को शानदार मिला
मैं ख़ुशनसीब हूँ
मेरे चमन का हर एक फूल मुस्कुराने लगा
वो क्या मिले मुझे मौसम-ए-बहार मिला
मैं ख़ुशनसीब हूँ
maiṅ khuśhansīb hūṇ mujh ko kisī kā pyā milā
baṛā hasīn mere dil kā rāzdār milā
maiṅ khuśhansīb hūṇ
hai dil meṅ pyār zubāṇ chup jhukī jhukī nazreṅ
ajab adā se koī āj pahlī bār milā
maiṅ khuśhansīb hūṇ
kisī ko pāke mere dil kā hāl mat pūchho
ki jaise sāre zamāne pe ikhtiyār milā
maiṅ khuśhansīb hūṇ
kisī ne pūre kiye āj pyār ke vāde
merī vafā kā silā mujh ko śhāndār milā
maiṅ khuśhansīb hūṇ
mere chaman kā har ek phūl muskurāne lagā
vo kyā mile mujhe mausam-e-bahār milā
maiṅ khuśhansīb hūṇ