Main khush honaa chaahoon

मैं ख़ुश होना चाहूँ
Year
Language

मैं ख़ुश होना चाहूँ ख़ुश हो न सकूँ
जब तक है तेरा चेहरा उदास
सिर पर संकट पड़े कभी रो न सकूँ
जब तक रहे तेरी आँखों में आस

आनन्द नगर के बासी आनन्द लुटाने आए
दुनियाँ के दुखियाओं का दुख दर्द मिटाने आए
मेरी आँखों में प्रीत मेरे होंठों पे गीत
मेरे मन में है मीत मेरे जीवन में जीत
मुफ़्त में लूटो सभी दुख से छूटो सभी
आओ आओ हमारे पास्

maiṅ khuśh honā chāhūṇ khuśh ho na sakūṇ
jab tak hai terā chehrā udās
sir par saṅkaṭ paṛe kabhī ro na sakūṇ
jab tak rahe terī āṇkhoṅ meṅ ās

ānand nagar ke bāsī ānand luṭāne āe
duniyāṇ ke dukhiyāoṅ kā dukh dard miṭāne āe
merī āṇkhoṅ meṅ prīt mere hoṅṭhoṅ pe gīt
mere man meṅ hai mīt mere jīvan meṅ jīt
muft meṅ lūṭo sabhī dukh se chhūṭo sabhī
āo āo hamāre pās