मैं कौन हूँ मैं कहाँ हूँ मुझे ये होश नहीं
किधर मैं आज रवां हूँ मुझे ये होश नहीं
मैं कौन हूँ …
मुझे न हाथ लगाओ के मर चुका हूँ मैं -2
खुद अपने हाथ से ये ख़ून कर चुका हूँ मैं
फिर आज कैसे यहाँ हूँ मुझे ये होश नहीं
किधर मैं आज रवां …
मैं अपनी लाश उठाए यहाँ चला आया
कोई बस इतना बता दे कहाँ चला आया
ये क्या जगह है जहाँ हूँ मुझे ये होश नहीं
किधर मैं आज रवां …
कोई न आए यहाँ ये मज़ार मेरा है
खड़ा हूँ कब से मुझे इंतज़ार मेरा है
ये क्या कहाँ मैं यहाँ हूँ मुझे ये होश नहीं
किधर मैं आज रवां …
maiṅ kaun hūṇ maiṅ kahāṇ hūṇ mujhe ye hośh nahīṅ
kidhar maiṅ āj ravāṅ hūṇ mujhe ye hośh nahīṅ
maiṅ kaun hūṇ …
mujhe na hāth lagāo ke mar chukā hūṇ maiṅ -2
khud apne hāth se ye khūn kar chukā hūṇ maiṅ
phir āj kaise yahāṇ hūṇ mujhe ye hośh nahīṅ
kidhar maiṅ āj ravāṅ …
maiṅ apnī lāśh uṭhāe yahāṇ chalā āyā
koī bas itnā batā de kahāṇ chalā āyā
ye kyā jagah hai jahāṇ hūṇ mujhe ye hośh nahīṅ
kidhar maiṅ āj ravāṅ …
koī na āe yahāṇ ye mazār merā hai
khaṛā hūṇ kab se mujhe iṅtazār merā hai
ye kyā kahāṇ maiṅ yahāṇ hūṇ mujhe ye hośh nahīṅ
kidhar maiṅ āj ravāṅ …